Roman script

mausam ayaa pyaar ka, nabh me leke taare 

itnae phul chune hain yaaha, hamne milke saare 

ho mausam aaya pyaar ka

raah me bekhudi hain, kitani hansi zinagi hain 

tanha kaise katenge ham raste ye saare 

mausam ayaa pyaar ka, nabh me leke taare

itnae phul chune hain yaaha, hamne milke saare

ho mausam aaya pyaar ka

chhoti si aarzu hain, duri na ho to kya hain 

aage chalte jayenge hanste hanste pyare 

mausam ayaa pyaar ka, nabh me leke taare 

itnae phul chune hain yaaha, hamne milke saare 

mausam ayaa pyaar ka, nabh me leke taare 

itnae phul chune hain yaaha, hamne milke saare

mausam aaya pyaar ka 

mausam aaya pyaar ka

Explore this song