Roman script

mausam aaya hain 

mausam aaya hain 

or karib aane ka  

ang lag jaane ka 

tujh pe mar jaane ka 

itna tadpaaya hain 

ab aashiya banake tere dil me rahna hain

ab aashiya banake tere dil me rahna hain

duniya hume kya rokegi, duniya se kahna hain 

duniya hume kya rokegi, duniya se kahna hain 

sajan man bhaya hain 

mausam aaya hain 

mausam aaya hain 

jisne mere din raato ko gulzaar kar diya 

jisne mere din raato ko gulzaar kar diya 

jisne mera bahaaro se singaar kar diya 

jisne mera bahaaro se singaar kar diya 

vo tera saaya hain, vo tera saaya hain

mausam aaya hain 

mausam aaya hain 

humne to seedha saadha bus ek kaam kiya hain

humne to seedha saadha bus ek kaam kiya hain

mahbub pahle rab se tera naam liya hain 

mahbub pahle rab se tera naam liya hain 

ishk rang laaya hain

mausam aaya hain or karib aane ka  

mausam aaya hain ang lag jaane ka 

mausam aaya hain 

mausam aaya hain

Explore this song