Roman script

maula samjha de inhe maula tune na bhaid ye khola

ke ye hai bhool bhulaiya

maula samjha de inhe maula tune na bhaid ye khola

ke ye hai bhool bhulaiya

sajde kare ke dar se dare ke tasbi pade ke har su lade

ke bhatke hue hai bande tere tu dikhla de raah jis pe pade

jab zikar khuda ka aata hai sun ke bechain ye lata hai

karde tu karam, kya jata hai

maula samjha de inhe maula tune na bhaid ye khola

ke ye hai bhool bhulaiya

maula maula maula samjha de uljhe hai suljha de

maula maula maula samjha de uljhe hai suljha de

marham ki talash me dekho nasoor mile jo mujhko

to zakhm hi doonga mai to

ab sanse bhi jab leta hu nafrat ko hawa deta hu

mar mar ke yaha jita hu

jab zikr khuda ka aata hai sun ke bechain ye lata hai

karde tu karam kya jata hai

maula samjha de inhe maula tune na bhaid ye khola

ke yeh hai bhool bhulaiya

ye hi ilteja hai meri yehi dua hai

kisi par bhi na guzre jo yu saha hai

mera arsh arsh tera farsh maula

yehi arz arz maine kiya hai

tu hai paak paak mai hu khak khak

ye bhi mana maine mujhpe teri panah hai

mere ashk ashk ye hi keh rahe hai

meri sans sans mujhpe saza hai

allah ke banday, allah ke banday

jab zikar khuda ka aata hai sun ke bechain ye laata hai

karde tu karam kya jaata hai

maula samjha de inhe maula tune na bhaid ye khola

ke ye hai bhool bhulaiya

maula samjha de inhe maula tune na bhaid ye khola

ke yeh hai bhool bhulaiya, allah ke banday

Explore this song