Roman script

laagi mujhko ishq ki lagan, dil pe raha na kaabu

tune jab se dekha mujhko yeh jaan hua bekaabu

dhadkan me jo shor mach raha usko kaise roku

o maula teri yaad yaad aaye, maula teri yaad aaye

teri yaad yaad, teri yaad yaad, teri yaad yaad aaye

zulfo se nikli hui paani ki bunde tu

khwaabo me aane wali koi pari hai tu

dilkash taraane ki jaadui sargam hai

albeli atkheli masti ka sangam hai

yehi tamanna hai paas aau tere aur tujhe mai chhu lu

o maula teri yaad yaad aaye, maula teri yaad aaye

o maula teri yaad yaad aaye, maula teri yaad aaye

teri yaad yaad, teri yaad yaad, teri yaad yaad aaye

o maula teri yaad yaad aaye, maula teri yaad aaye

ek savera aaya, aake mujhe jagaaya

ek savera aaya, aake mujhe jagaaya

sooraj ki pehli kiran ne gale se lagaaya

khushgawar mausam si ho bhala, khud ko kaise roku

o maula teri yaad yaad aaye, maula teri yaad aaye

teri yaad yaad, teri yaad yaad, teri yaad yaad aaye

o maula teri yaad yaad aaye, maula teri yaad aaye

sagar se uthati hui koi lehar hai tu

mere liye subah shaam aur dopahar hai tu

jo na bujhe kabhi aisi tu pyaas hai

tere hi sang jeene marne ki aas hai

kya din din hai kya raat raat hai, bas tujhe hi sochu

o maula teri yaad yaad aaye, maula teri yaad aaye

o maula teri yaad yaad aaye, maula teri yaad aaye

teri yaad yaad, teri yaad yaad, teri yaad yaad aaye

o maula teri yaad yaad aaye, maula teri yaad aaye

Explore this song