Roman script

maula re maula re

sunayi deti hai dhadkano mein

teri rasili sada

waah re teri shan ya maula 

tu ham sab ki jaan ya maula 

tu ham sab ki jaan ya maula

sunayi deti hai dhadkano mein

teri rasili sada

ham tere mastan ya maula

tujhse hai imaan ya maula

teri muhabbat ki justju mein

karke yakin teri aarju mein

karke yakin teri aarju mein

juda jamane se ho gaye hai

tere khayalo mein kho gaye hai

tere khayalo mein kho gaye hai

hame khud apni khabar nahi hai 

na tere ghar ka pata

ham tere mastan ya maula 

waah re teri shan ya maula

maula re maula re

hai tere ghum ka junun hamko

nahi kisi par sukun hamko 

nahi kisi par sukun hamko

tadap ke rate gujarate hai 

tujhi ko har dum pukarate hai 

tujhi ko har dum pukarate hai

?? hai phir bhi tujhe dhundhati 

hai hamari najar

dil mein hai tufan ya maula 

waah re teri shan ya maula

maula re maula maula maula maula 

teri unchi shan maula

maula re maula re

Explore this song