Roman script

ishq ko ya khuda kyun nazar ho gayi

yun lage har duaa be-asar ho gayi

hamne tinke chune aashiya ke liye

kis tarah aandhiyo ko khabar ho gayi

yaa maula maula

tu hai maula maula, mere maula maula

tu hai maula maula, mere maula maula

tu hai maula maula, mere maula maula

tu hai maula maula, mere maula maula

waqt ke nishaane pe ishq bethikana hai

ek taraf mohabbat hai, ek taraf zamana hai

chahato ka rakh le tu bharam

maula zara kar de karam, mere maula maula

maula zara kar de karam, kar de karam, kar de karam

maula zara kar de karam

jhukta nahi hai yeh halaat se bhi

mitta nahi hai yeh din raat se bhi

jhukta nahi hai yeh halaat se bhi

mitta nahi hai yeh din raat se bhi

yeh ishq aisa hai maasum shola

bujhta nahi hai jo barsaat se bhi

bujhta nahi hai jo barsaat se bhi

mar ke bhi leta hain ye janam

maula zara kar de karam, mere maula maula

maula zara kar de karam, mere maula maula

maula zara kar de karam, kar de karam, kar de karam

maula zara kar de karam, mere maula maula

maula zara kar de karam, mere maula maula

maula zara kar de karam

tera falak hai, teri zameen hai

teri inayat pe dil ko yakeen hai

tera falak hai, teri zameen hai

teri inayat pe dil ko yakeen hai

tu sukhe patte pe agar meharbaan ho

angaaro se bhi wo jalta nahi hai

angaaro se bhi wo jalta nahi hai

phir dilo pe kis liye sitam

maula zara kar de karam, mere maula maula

maula zara kar de karam, kar de karam, kar de karam

maula zara kar de karam, mere maula maula

maula zara kar de karam, mere maula maula

maula zara kar de karam

o zindagi zeher hai to kya darr hai

har taraf keher hai to kya darr hai

tu muhafiz hai mom ke ghar ka

dhup ka shehar hai to kya darr hai

dhup ka shehar hai to kya darr hai

maula maula

Explore this song