Roman script

maujo me dub gaya sahil hamara

kisko pukare kisse mange sahara

maujo me dub gaya sahil hamara

kisko pukare kisse mange sahara

maujo me dub gaya

kismat ke maro ki kya zindagi thi

ummid thi thodi si roshni thi

kismat ke maro ki kya zindagi thi

ummid thi thodi si roshni thi

shayad se tut gaya wo bhi sitara

kisko pukare kisse mange sahara

maujo me dub gaya

tujhko mubarak ho aye zamane

yu khatam hote hai dil ke fasane

tujhko mubarak ho aye zamane

yu khatam hote hai dil ke fasane

dunia ki jeet hui aur pyar hara

kisko pukare kisse mange sahara

maujo me dub gaya sahil hamara

kisko pukare kisse mange sahara

maujo me dub gaya

Explore this song