Roman script

matwali najar ho dalo na idhar
matwali najar ho dalo na idhar
sarkar tadap mar jave
badnam ho badnam hume kar jave
hume kar jave badnam hume kar jave
hume kar jave hume kar jave
dil paas hai to duniya hai 
kyo dil ko lutane aaye ho
in husan ki bhulbhulaiyo me
kyo jaan gavane aaye ho  
malum nahi ho anjam abhi
janoge to phir pachtaoge
dekho ji ho dekho ji bahut gabhraoge
bahut gabhraoge
dekho ji ho dekho ji bahut gabhraoge
kuch peer to tere najro me 
kuch jahar bhara hai aankho me 
kashti ko sambhale rehna tum 
ek moj uthi hai sanso me
julfo ki ghata ho deti hai saja
is moj se bachna paoge
tufan se ho tufan se ab takraoge
ji ab takraoge
tufan se ab takraoge ji ab takraoge
matwali najar ho dalo na idhar
sarkar tadap mar jave
badnam ho badnam hume kar jave
hume kar jave badnam hume kar jave
hume kar jave ho hume kar jave

Song details

Song video

Watch on YouTube