Roman script

matwale naino se ras bhine baino se

wo dil ko jaea sa chhu gayi

wo man mein aakar bas gayi

matwale naino se

man ke andhiyare kone mein

usne bijali chamkayi

hariday ka sagar dole utha

aankho mein masti chhayi

wo aake wo aake jara sa hans gayi

matwale naino se

wo dil ko jara sa chhu gayi

eas bhine baino se

matwale naino se ras bhine baino se

wo man ke andar basne wali

pas rahe ya door rahe

main itne hi raji hu

dil uske nashe mein chur rahe

nashe mein chur rahe

man prem hidole pe hi jhule

nach jhule et gaye

jivan ki jivan ki rangin bagiya mein

aasha ke phul phul khilaye

mastani adaao se

sharmili nigaaho se

wo prem ke bandhan kas gayi

wo dil ko jara sa chhu gayi

wo aake jara sa hans gayi

matwale naino se

Explore this song