Roman script

mathe ki bindiya, hontho ki laali, kaano ki baali kya bole 

jab jab dekhu tujhko saiya mera 

jab jab dekhu tujhko saiya mera mann dole 

mathe ki bindiya, hontho ki laali

jab jab dekhu tujhko saiya mera mann dole 

jab jab dekhu tujhko saiya mera mann dole 

aa gori laajwala ghungat main khol du baate main bol du 

aa gori laajwala ghungat main khol du 

lipta hai chain mera chunri ke rang mein 

khushboo teri basi hai mere is ang mein 

khushboo teri basi hai mere is ang mein 

aankho ka kajra, baalo ka gajra 

aankho ka kajra, baalo ka gajra saanso ka bhavra 

jab jab dekhu tujhko saiya mera mann dole 

jab jab dekhu tujhko saiya mera mann dole 

main apni maang bhar lu 

aa ja tujhko saja du baaho ke haar se 

main apni maang bhar lu pritam ke pyar se 

aa ja tujhko saja du baaho ke haar se 

jab aaye yaad rab ki main tera naam lu 

main teri chahto se dil ka paigam lu 

main teri chahto se dil ka 

hatho ka kangana, pairo ki payal 

hatho ka kangana ye chudi sana kya kya bole 

jab jab dekhu tujhko saiya mera mann dole 

jab jab dekhu tujhko saiya mera mann dole

mathe ki bindiya, hontho ki laali, kaano ki baali kya bole 

jab jab dekhu tujhko saiya mera mann dole 

jab jab dekhu tujhko saiya mera mann dole

Explore this song