Roman script

mataai mero kab bajega matula

mataai mero kab bajega matula

moko la de, are dulha raja

moko la de dulha raja

langda ho ya lula

mataai mero kab bajega matula

mataai mero kab bajega matula

beete solhe saal ko meri

tene baat chaali na

beete solhe saal ko meri

tene baat chaali na

byaah to koso dur abhi tak

meri bhyi sagaai na

kab tak aakhir, babul ke ghar

kab tak aakhir, babul ke ghar

baitho funku chulha, matai mera

par ke saal bajau champa ko

ab ke saal chameli ko

par ke saal bajau champa ko

ab ke saal chameli ko

bin baaje main roi reh gayo

baj gayo har ek saheli ko

ja ko baj gayo, va ko baj gayo

ja ko baj gayo, va ko baj gayo

mera angna suna

mataai mero kab bajega matula

mataai mero kab bajega matula

jo maangi wahi cheez mataai

tene mohe diwaai hai

jo maangi wahi cheez mataai

tene mohe diwaai hai

chadhti umar ki meri jarurat

ab kaahe bisraai hai

tero dulha, meri nani laai

tero dulha nani laai

mero dulha tu la

mataai mero kab bajega matula

mataai mero kab bajega matula

moko la de, are dulha raja

moko la de dulha raja

langda ho ya lula

mataai mero kab bajega matula

mataai mero kab bajega matula

Explore this song