Roman script

mata ke darbar jyote jal rahi hai 

mata ke darbar jyote jal rahi hai 

saccha hai darbar shero wali ka

saccha hai darbar shero wali ka 

pyar ka pyasa jo dar par aa jaye 

pyar ka pyasa jo dar par aa jaye 

mil jata hai pyar mehro wali ka  

mil jata hai pyar mehro wali ka  

dukh ek hai chiz aisi jo kadam kadam pe aa jaye

dukh ek hai chiz aisi jo kadam kadam pe aa jaye 

saccha bhakt hai wo hi jo dukho se na ghabraye  

saccha bhakt hai wo hi jo dukho se na ghabraye  

bahkto sun bhakto bhakto sun bhakto 

dukh taklife bhakti teri parakh rahi 

dukh taklife bhakti teri parakh rahi 

dekh raha man tujhko jyoto wali ka 

dekh raha man tujhko jyoto wali ka 

mata ke darbar jyote jal rahi hai 

saccha hai darbar shero wali ka 

papi jag se chori tu pap kamaye jata hai 

papi jag se chori tu pap kamaye jata hai 

dekh ke sacche bhakto ko tu mauj udaye jata hai 

dekh ke sacche bhakto ko tu mauj udaye jata hai 

papi o papi papi o papi

mata ki ye ankhe tujhko dekh rahi 

mata ki ye ankhe tujhko dekh rahi 

dena hai hisab mandiro wali ka 

dena hai hisab mandiro wali ka 

mata ke darbar jyote jal rahi hai 

saccha hai darbar shero wali ka

Explore this song