Roman script

mat jaiyo nokariya chhod ke

tore paiyya padu balma

mat jaiyo nokariya chhod ke

tore paiyya padu balma

tore paiyya padu mai vinti karu

tore paiyya padu mai vinti karu

mat jaiyo nokariya chhod ke

tore paiyya padu balma

mat jaiyo nokariya chhod ke

dekh piya pardesh me aisi 

rup ki chaya nahi milegi

dekh piya pardesh me aisi 

rup ki chaya nahi milegi

paisa rupaiya mil jayega

prem ki maya nahi milegi

preet nahi to kuch bhi nahi hai sachi kahu balma

mat jaiyo nokariya chhod ke

tore paiyya padu balma

mat jaiyo nokariya chhod ke

preet karo or reet na jano

tum to ho saiya ek anadi

preet karo or reet na jano

tum to ho saiya ek anadi

bhul bhai ye mose pritam

bhul ab na hamse hogi

jaona tumse na bolungi sachi kahu balma

mat jaiyo nokariya chhod ke

tore paiyya padu balma

mat jaiyo nokariya chhod ke

deepak leke dhund lo jag me

hamse mohaniya na paoge

deepak leke dhund lo jag me

hamse mohaniya na paoge

jiske gore gal pe til ho

aisi sajaniya na paoge

hamse bichad ke pachtaoge sachi kahu balma

mat jaiyo nokariya chhod ke

tore paiyya padu balma

mat jaiyo nokariya chhod ke

Explore this song