Roman script

masum sa ek chehara dil me utar gaya

masum sa ek chehara dil me utar gaya

ab ye khabar nahi hai 

ab ye khabar nahi hai 

ki dil kidhar gaya, ki dil kidhar gaya

masum sa ek chehara dil me utar gaya

masum sa ek chehara dil me utar gaya

ab ye khabar nahi hai

ab ye khabar nahi hai 

ki dil kidhar gaya, ki dil kidhar gaya

masum sa ek chehara dil me utar gaya

uski nazro ne jab dhadkano ko chhua

kya bataye ki kya haal mera hua

pyar lene laga dil me angdaiya

pyar lene laga dil me angdaiya

dekhne me laga uski parchhaiya

diwangi ki had se ye dil gujar gaya

diwangi ki had se ye dil gujar gaya

ab ye khabar nahi hai

ab ye khabar nahi hai 

ki dil kidhar gaya, ki dil kidhar gaya

masum sa ek chehara dil me utar gaya

masum sa ek chehara dil me utar gaya

Explore this song