Roman script

masti bhri raat sanam 

aa dil ki kar le baat sanam 

fir aaye na aaye bahar 

masti bhri raat sanam 

dil ki kar le baat sanam 

fir aaye na aaye bahar 

bit na jaye rangin jawani 

bit na jaye rangin jawani 

kal ki kise khabar koun jaani 

chand jawa hai raat hasi hai 

aaj kisi ko hosh nahi hai 

chand jawa hai raat hasi hai 

aaj kisiko hosh nahi hai 

aise me kar le mulakat sanam 

masti bhri hai raat sanam 

masti bhri hai raat sanam 

dil ki kar le baat sanam 

aaye na aaye bahar 

aaja bulaye tujhe pyar bhara dil 

aaja bulaye tujhe pyar bhara dil 

sajne lage armano ki mahfil 

dhum macha ke nach dikha ke 

darde mohabbat dil me jaga ke 

dhum macha ke nach dikha ke 

darde mohabbat dil me jaga ke 

taaro ki aayi barat sanam 

masti bhri hai raat sanam 

masti bhri hai raat sanam 

dil ki kar le baat sanam 

aaye na aaye bahar 

masti bhri hai raat sanam 

dil ki baat sanam 

dil ki kar le baat sanam

Explore this song