Roman script

masti bhari bahar ne masti bhari bahar ne 

mastana kar diya haay mastana kar diya 

sab rog karar lut ke sab rog kara lut ke 

diwana kar diya haay diwana kar diya 

masti bhari bahar ne mastana kar diya 

sab rog karar lut ke diwana kar diya 

haay diwana kar diya 

duniya jawan hai mai jawani ko kya kahu 

jawani ko kya kahu 

zalim ne mujhko hosh se 

zalim ne mujhko hosh se 

begana kar diya haay begana kar diya 

masti bhari bahar ne masti bhari bahar ne 

mastana kar diya haay mastana kar diya 

bulbul bhi dil ko tham ke haay 

bulbul bhi dil ko tham ke haay 

phulo se kah uthi phulo se kah uthi

khud shamma ban gaye mujhe 

khud shamma ban gaye mujhe 

parwana kar diya haay parwana kar diya 

masti bhari bahar ne masti bhari bahar ne 

mastana kar diya haay mastana kar diya

Explore this song