Roman script

chaandi ki talwaaro se jo katal-e-aam karte hai

is sabha me log unhe jhuk kar salaam karte hai

mastaani diwaani hun, dilwaalo ki raani hun

ho mastaani diwaani hun, dilwaalo ki raani hun

aaja raja kar le sauda

aaja raja kar le sauda

dil ka sauda ho dil ka sauda

dil ka sauda ho dil ka sauda

mastaani diwaani hun, dilwaalo ki raani hun

mastaani diwaani hun, dilwaalo ki raani hun

husn ko josh me aane de

dil se dil takrane de

ho husn ko josh me aane de

dil se dil takrane de

parwaano ko aane de

dhuaan dhuaan ho jaane de

parwaano ko aane de

dhuaan dhuaan ho jaane de

dhuaan dhuaan ho jaane de

dhuaan dhuaan ho jaane de

aaja raja kar le sauda

aaja raja kar le sauda

dil ka sauda ho dil ka sauda

dil ka sauda ho dil ka sauda

diljala ho ya ghaayal ho

sabka dil behlana hai

ho diljala ho ya ghaayal ho

sabka dil behlana hai

dhund rahi hun us dil ko

jisse pyaas bujhana hai

dhund rahi hun us dil ko

jisse pyaas bujhana hai

jisse pyaas bujhana hai

jisse pyaas bujhana hai

aaja raja kar le sauda

aaja raja kar le sauda

dil ka sauda ho dil ka sauda

dil ka sauda ho dil ka sauda

mastaani diwaani hun, dilwaalo ki raani hun

mastaani diwaani hun, dilwaalo ki raani hun

Explore this song