Roman script

mastana mausam hai, rangin najara

dhadkan kya kehti hai, samjho ishara

aaj se janeman dil hai tumhara 

aaj se janeman dil hai tumhara

mastana mausam hai, rangin najara

dhadkan kya kehti hai, samjho ishara

aaj se janeman dil hai tumhara 

aaj se janeman dil hai tumhara 

chori chori maine tumse pyar kiya hai, mano o jana

tumne mujhko kitna bekarar kiya hai, mushkil batana

koyi bhi toh naa jane ham kaise divane huye

duniya me naa koi tumse hai pyara

dhadkan kya kehti hai, samjho ishara

aaj se janeman dil hai tumhara 

aaj se janeman dil hai tumhara 

ho chahat kaa mausam hai jawan, khoye khoye se ham yaha

khwabo me mai toh kho gayi, divani si mai ho gayi

lagta hai hoga nahi tum bin gujara

dhadkan kya kehti hai, samjho ishara

aaj se janeman dil hai tumhara 

aaj se janeman dil hai tumhara 

mastana mausam hai, rangin najara

dhadkan kya kehti hai, samjho ishara

aaj se janeman dil hai tumhara

aaj se janeman dil hai tumhara 

dil hai tumhara

dil hai tumhara

dil hai tumhara

dil hai tumhara

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song