Roman script

mastana ada lekar shaukhin haya lekar

dhata hai gazab kya kya dhata hai gazab kya kya

haye tera yu chat pe aana tera yu chat pe aana

tera yu chat pe aana

o rup ke saudai kahti hai ye tanhai

mastana ghatao me khamosh fizao me

tum husno mohabbat ka nagma na koi gana

tum husno mohabbat ka nagma na koi gana

abhi soya hai zamana koi nagma na gana

abhi soya hai zamana

jab baal khule tere mausam ne balaye li

sharmane lagi kaliya bhawro ne duaye di

dil dhadka mohabbat ka aur ban gaya afsana

dil dhadka mohabbat ka aur ban gaya afsana

tera yu chat pe aana tera yu chat pe aana

tera yu chat pe aana

kyu karte ho rato ko chup chup ke mulakate

chanda se lipat jao mujhse na karo bate

kahta hai ghatao ka udta hua maykhana

kahta hai ghatao ka udta hua maykhana

abhi soya hai zamana koi nagma na gana

mastana ada lekar shokhi haya lekar

dhata hai gazab kya kya dhata hai gazab kya kya

haye tera yu chat pe aana abhi soya hai zamana

tera yu chat pe aana abhi soya hai zamana

tera yu chat pe aana

Explore this song