Roman script

mastana hoye parwana hoye wo hai koi diwana hoye 

mastana hoye parwana hoye wo hai koi diwana hoye

mastana hoye

usse mujhe shikawe hajar phir bhi karu main usse pyar

are bolo wo kaun hai

ashiq shayar ful roop bhaura geet

tumko kya ho gaya kya hai mushkil chup ho gayi sari mehfil

wo diwana koi aur nahi hai mera hi dil mastana

mastana hoye parwana hoye wo hai koi diwana hoye

mastana hoye parwana hoye

hai mar gaya hai darr gaya hai mar gaya hai darr gaya 

are yar kaho kya bat huyi thi ya ya ya ya o o o

main mar gaya main darr gaya

andhere mein nind se jaga kya dekha jo daudne laga

are tauba tauba hay hay hay

andhere mein nind se jaga kya dekha jo daudne laga

ladki na julf hmm nagin nahi nahi chor ye wo bhoot bangala

are andhere mein wo mili thi ladki na thi ek tho billi thi

are tauba tauba hay hay hay

hai mar gaya hai darr gaya hai mar gaya hai darr gaya hai

are yar kaho kya bat huyi thi ya ya ya ya o o o

main mar gaya main darr gaya

Explore this song