Roman script

din hai naye, par hai yaadein puraani

yaadon mein teri bhi hai ek kahaani

din hai naye, par hai yaadein puraani

yaadon mein teri bhi hai ek kahaani

kya kya hamaare bhi kisse huye the

hum tum mohbbat ke hisse huye the

jaane kahaan jaate hai din rulaake

mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi

mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi

meri ummidein yeh maange duwaayein

yaaro ke dhalane se pehale woh aaye

kabhi apani kasame nibhaaye

manjil toh paa le jara yaadon ka kaarwa

mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi

Explore this song