Roman script

mast kalandar meri jawani 

apni daulat kaha chupani 

ishk bina mai hui diwani hu 

la la la mai sabki laila

koi aake mujhe utha le 

mujhse hi koi mujhe chura le 

dil se aake mujhe lga le 

hasti gati mai sabki laila 

mast kalandar meri jawani 

apni daulat kaha chupani 

ishk bina mai hui diwani hu 

la la la mai sabki laila

jawa jism se tu le le maja pyar ka 

mere husn ki diwani duniya hu 

la la la mai sabki laila

ye kaisa hua hai mujhko nasha yar ka 

khushi me khushi ki khili hai kaliya 

hotho se hotho ko laga le saso se saso ko mila le 

pathar se sheesha takrale hu 

la la la mai sabki laila chupke chupke koi pta le 

chori chori koi fasa le kisi tarah se koi mana le 

mast kalandar mai sabki laila

in rangili vadiyo me thand se jalta badan 

chum li bhavro ne kaliyan pyar se khilta chaman 

jhumti lahro ko chu ke dolne lagta hai tan 

bekhudi me jhan jhana ke jhumne lagta hai man 

har taraf bahte hai jharne fir bhi kyu hai dil pyasa 

dard bathta ja raha hai kyu milan ki hai aasha 

pani mei aag lga du mitha mitha dard jga du 

dariya mei tufan utha du mast kalandar mai sabki laila 

koi aake mujhe utha le mujhse hi koi mujhe chura le 

dil se aake mujhe lga le hasti gati mai sabki laila 

mast kalandar meri jawani apni daulat kaha chupani 

ishk bina mai hui diwani hu la la la mai sabki laila

Explore this song