Roman script

o o hmm o o hmm 

masoom sa ye chehra, aankho ka rang gehra 

ae kaash is safar me, yahi hamsafar bane 

ye nekiyon bhara dil, hain pujne ke kabil 

jaagi hain aarju, ke isi dil me ghar bane 

masoom sa ye chehra, aankho ka rang gehra 

nahi ajnabi ye aankhe, na ye chehra ajnabi hain 

ho nahi ajnabi ye aankhe, na ye chehra ajnabi hain 

ye nigaah kah rahi hai, ise khub jaanti hain

ab do dilo ki mushkil, aasaan ho gai hain

har dard bhul jaao, gam me bhi muskuraao 

aisa hasin dost agar charagar bane

ye nekiyon bhara dil, hain pujne ke kabil 

sine me ek tufaan, sambhle na dil sambhaale 

sine me ek tufaan, sambhle na dil sambhaale 

kehne ko hain bahut kuch, lekin labo pe taale 

ab dil ki baat samjhe, khud hi samjhne vaale 

hain do kadam pe manjil, par do kadam hi mushkil 

paigaam dil ka de do, najar naam agar bane 

masoom sa ye chehra, aankho ka rang gehra

Explore this song