Roman script

khudara na yu dil todo 

ladakpan ki ye zid chhodo

jawa ho mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

khudara na yu dil todo

ladakpan ki ye zid chhodo

jawa ho mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

agar tum muskara kar pyar se baho ko faila do 

to hum baho me aa jaye

agar apni juba se pyar ka ikraar farma do 

to hum janat ko pa jaye

hansi hum bhi jawa tum ho to phir ye duriya kaisi

jawa ho mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho, haay

khudara na yu dil todo

ladakpan ki ye zid chhodo

jawa ho mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho 

machlati aarju dil ki dabane se

bhi kya hasil ke dil to aur dhadkega

jawani me mohabbat ko chhupane se

bhi kya hasil ye shola aur bhadkega

mohabbat ki kasam tumko, mohabbat

kar ke to dekho

jawa ho mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

khudara na yu dil todo

ladakpan ki ye zid chhodo

jawa ho mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

Explore this song