Roman script

marne ka gam nahi hai marne tak gam nahi hai 

jita hai pyar marke kash ankein band hoti 

didar yaar karke kash ankein band hoti

didar yaar karke ho

marne ka gam nahi hai marne tak gam nahi hai 

kismat jo sath deti uske kadam pe marte

kismat jo sath deti uske kadam pe marte

uske kadam pe marke kya kya na naz karte

le jate uske jalwe aankho me apni bhar ke

kash ankein band hoti didar yaar karke 

ho marne ka gam nahi hai

meri taraf se badkar lakho balaye lena

meri taraf se badkar lakho balaye lena

muh dekhna tu uska sau sau duvaye dena 

khawabo ki vo dulhaniya jab aaye saj sawar  ke

kash ankein band hoti didar yaar karke 

ho marne ka gam nahi hai

hum naram naram kaliya gulshan se chun ke laye

hum naram naram kaliya gulshan se chun ke laye

aur sari kaliya teri raho me hum bichaye

aur khud chaman se laute anchal me kante bharke

kash ankein band hoti didar yaar karke

ho marne ka gam nahi hai 

puri kabhi na hogi ye pyar ki kahani 

puri kabhi na hogi ye pyar ki kahani

rakhegi dur tujhse humko ye zindgani 

pahunchenge paas tere hum jaan se gujar ke

pahunchenge paas tere hum jaan se gujar ke

Explore this song