Roman script

ma ma ma ma ma mariya

tumne ye kya kiya

tumne jo bhi chaha tumko mila

par mujhko kya mila

ma ma ma ma ma mariya

tumne ye kya kiya

tumne jo bhi chaha tumko mila

par mujhko kya mila

teri adao ka hu main deewana

kyun main tera hi dewaana hua o mariya

ma ma ma ma ma mariya

tumne ye kya kiya

meri raaton ki neende chura li

ghar dil mein kar liya

sapne sajayenge hum dono milke

ab jeena mushkil hai tere bina o mariya

jeevan ki tapti kadi dhoop mein

saaya na koi mila

ghuma hu sare jahan mein

akela tumsa na koi mila

ma ma ma ma ma mariya 

tumne ye kya kiya

mujhe apne aap se chhin kar

begana kar diya

dhal jaaye suraj shaam jo aaye

duri mita dena paas aake o mariya

ma ma ma ma ma mariya

tumne ye kya kiya

wada jo na pura hua wo

mujhse kyun kiya

tumne kaha tha ki meri rahogi

banake mujhe apna tum

meri banogi o mariya

Explore this song