Roman script

marize ishq ka kya hai 

jiya jiya na jiya 

marize ishq ka kya hai 

jiya jiya na jiya 

hai ek sans ka jhagda 

liya liya na liya

hai ek sans ka jhagda 

liya liya na liya 

hai ek sans ka jhagda 

liya liya na liya

marize ishq ka kya hai 

jiya jiya na jiya 

hai ek sans ka jhagda 

liya liya na liya

marize ishq ka kya hai 

jiya na jiya 

badan hi aaj agar tar tar hai mera

badan hi aaj agar tar tar hai mera

to ek chah gariba 

siya siya na siya

to ek chah gariba 

siya siya na siya

marize ishq ka kya hai

jiya jiya na jiya

ye aur baat ki tu har rahe khyal me hai

ye aur baat ki tu har rahe khyal me hai

ye aur baat ki tu har rahe khyal me hai

ke tere naam jaba se 

liya liya na liya

ke tere naam jaba 

liya liya na liya

marize ishq ka kya hai 

jiya jiya na jiya

mere hi naam pe aaya hai jaam mehfil me

mere hi naam pe aaya hai jaam mehfil me 

ye aur baat ki main 

piya piya na piya 

ye aur baat ki main 

piya piya na piya 

marize ishq ka kya hai 

jiya jiya na jiya 

ye haal-e-dil hai safi main to sochta hi nahi 

ye haal-e-dil hai safi main to sochta hi nahi   

ye haal-e-dil hai safi main to sochta hi nahi

ki kyun kisi ne sahara 

diya diya na diya 

ki kyun kisi ne sahara

diya diya na diya 

marize ishq ka kya hai 

jiya jiya na jiya

hai ek sans ka jhagda 

liya liya na liya

marize ishq ka kya hai 

jiya jiya na jiya

Explore this song