Roman script

mard taangewaala hoon main, mard taangewaala

ye mard taangewaala main hoon, mard taangewaala

mujhe dushman kya maarega mera dost hai uparwaala

mard taangewaala o mard taangewaala

mujhe dushman kya maarega mera dost hai uparwaala

patre ki hai motar car jaanwar si nahi wafadaar 

ho khatam tel woh tod de dum, marate dum tak chale ye tum tum

are kyun bhai baadal, kyun bhai moti main sach kehata hoon

mard taangewaala main hoon, mard taangewaala

mujhe dushman kya maarega mera dost hai uparwaala

maa kyun pareshaan hai, apani kismat pe hairaan hai 

sukh toh do dil ki bahaar, naank dukhiya sab sansaar

kyun bhai baadal, kyun bhai moti main sach kehata hoon

mard taangewaala main hoon, mard taangewaala

mujhe dushman kya maarega mera dost hai uparwaala

ja ko raakhe saaiyaan maar sake na koye

are baal na baaka kar sakega jo jag bairi hoy hoy hoy hoy

ja ko raakhe saaiyaan maar sake na koye hoy

ja ko raakhe saaiyaan maar sake na koye

Explore this song