Roman script

mara jisko mohabbat ne mara maut mare use kya dobara

ho mara jisko mohabbat ne mara maut mare use kya dobara

pyar khoke yaha jina to kya hamko marna nahi hai gawara

aaja aaja sathi aaja aaja aaja aaja sathi aaja aaja

mere to har sans ka malik hai ab pyar ke nam ki

yar jo mera ho na saka to ye dunia kis kam ki

jab tak sans chalegi jalegi dil me shama pyar ki

mit jaye hum par na mite dil se mohabbat pyar ki

pyar julmo se harega kaise pyar to us khuda se na hara

mara jisko mohabbat ne mara maut mare use kya dobara

aaja aaja sathi aaja aaja aaja aaja sathi aaja aaja

sadiyo se ye pyar ki dusman pade hai piche pyar ke

hum bhi denge dil ki bazi jaan ki bazi har ke

diwaro me kaid na ho na pyar bandhe janjir se

diwane dil mil jate hai tufano ko chir ke

apne sagar se milke rahegi kab se pyasi ye ganga ki dhara

mara jisko mohabbat ne mara maut mare use kya dobara

aaja aaja sathi aaja aaja aaja aaja sathi aaja aaja

kasam jo li hai pyar ki hamne kasam wo kaise tod du

maut ke dar se kaise tere pyar ka daman chhod du

tu jo mere sath to mai waqt ka rukh bhi mod du

pyar ke jalim har dusman ka maut se rista jod du

jina hai to sath jiyenge marna hai to sath marenge

mujhse chinega tujhko koi to fuk dunga mai sansar sara

pyar julmo se harega kaise kyar to us khuda se na hara

mara jisko mohabbat ne mara maut mare use kya dobara

Explore this song