Roman script

om namah shivay namah om namah shivay namah

jai shiv shankar namahmi shankar shiv shankar shambhu

shiv shankar shambhu jai girijapati bhavani shankar 

namahmi shankar shiv shambhu

shiv shankar shambhu shiv shankar shambhu 

shiv shankar shambhu

aashish teri lekar charno ko tere chhukar 

jivan bhi apna dekar duniya sawaar denge 

ek saans tan me jab tab sach ke liye ladenge

mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge

dhan ke pujariyo ke aage na hum jhukenge 

sone ke taraju me insaan ko na tolenge 

anyaay ka sehna bhi anyaay hi karna hai 

anyaay ka sehna bhi anyaay hi karna hai 

dar dar ke jine se to achchha kai marna hai 

bund aakhri lahu ki tujhpe hi waar denge 

bund aakhri lahu ki tujhpe hi waar denge 

mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge

mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge

vish pan kiya tune hum bhi zehar piyenge 

auro ke liye hum bhi teri tarah jiyenge 

sharminda ho na jaaye bhakto ke teri bhakti 

trishul dhaari shankar de de tu apni shakti

dharti se paap ka hum bojhaa utaar denge 

dharti se paap ka hum bojhaa utaar denge 

mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge

mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge

mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge

mar jaayenge hum yaa to paapi ko maar denge

Explore this song