Roman script

kaash woh pal paida hi na ho

jis pal mein nazar tu na aaye

gar kahi aisa pal ho to is pal me mar jaaye

mar jaaye mar jaaye, mar jaaye ho mar jaaye

mar jaaye mar jaaye, mar jaaye ho mar jaaye

maine jise chaha hi nahi

wo shaks kyu acha lagta hai

kyu har lamha uski tamanana

dil ye hardam karta hai

ho apne dil ki is uljhan ko

kaise bhala suljhaye

mar jaaye mar jaaye, mar jaaye ho mar jaaye

mar jaaye mar jaaye, mar jaaye ho mar jaaye

tu na mile jis roz

wo din kab aasani se katta hai

dil ka dhadkana saanso ka chalna

ek saza sa lagta hain

dil hi jane begair tere

hum kaise ji payein

mar jaaye mar jaaye, mar jaaye ho mar jaaye

mar jaaye mar jaaye, mar jaaye ho mar jaaye

Explore this song