Roman script

har lamha dekhne ko

tujhe intezar karna

tujhe yaad karke aksar

rato mein roz jagna

badla hua hai kuch to

dil in dino ye apna

kaash wo pal paida hi na ho

jis pal mein nazar tu na aaye

kaash woh pal paida hi na ho

jis pal mein nazar tu na aaye

gar kahi aisa pal ho

to is pal mein mar jaye

mar jaye mar jaye

mar jaye o ho mar jaye

mar jaye mar jaye

mar jaye o ho mar jaye

tuhjse juda hone ka tasavur

ek gunah sa lagta hai

jab aata hai bhid mein aksar

mujhko tanha karta hai

khwab mein bhi jo dekhle ye

raat ki neende ud jaye

mar jaye mar jaye

mar jaye o ho mar jaye

mar jaye mar jaye

mar jaye o ho mar jaye

aksar mere har ek pal mein

kyun ye sawaal sa rehta hai

tujse mera taluk hai ye kaisa

aakhir kaisa rishta hai

tujko na jis din hum dekhen

wo din kyun guzar hi na paye

mar jaye mar jaye

mar jaye o ho mar jaye

mar jaye mar jaye

mar jaye o ho mar jaye

mar jaye mar jaye

mar jaye o ho mar jaye

Explore this song