Roman script

har lamha dekhne ko tujhe intezar karna

tujhe yaad karke aksar raato me roz jagna

badla hua hai kuch toh dil in dino apna

kaash woh pal paida hi na ho

jis pal mein nazar tu na aaye

kaash woh pal paida hi na ho

jis pal mein nazar tu na aaye

agar kahi aisa pal ho to is pal me mar jaaye

mar jaaye mar jaaye, mar jaaye ho mar jaaye

mar jaaye mar jaaye, mar jaaye ho mar jaaye

tujhse juda hone ka tassavur

ek gunaah sa lagta hai

jab aata hai bheed mein aksar

mujhko tanha karta hai

khwaab me bhi jo dekhle ye

raat ki neend ud jaaye

mar jaaye mar jaaye, mar jaaye ho mar jaaye

mar jaaye mar jaaye, mar jaaye ho mar jaaye

aksar mere har ek pal me

kyu ye sawal sa rehta hai

tujhse mera taaluk hai ye kaisa

aakhir kaisa rishta hai

tujhko na jis din hum dekhe

wo din kyu guzar hi na paaye

mar jaaye mar jaaye, mar jaaye ho mar jaaye

mar jaaye mar jaaye, mar jaaye ho mar jaaye

mar jaaye mar jaaye, mar jaaye ho mar jaaye

Explore this song