Roman script

mar gai mai to haay rabba 

haay mar gai mai to haay rabba 

aankh meri tan ke kaman ho gai 

aaj pta chala mai jawan ho gai 

haay mar gai mai to haay rabba

mar gai mai to haay rabba 

ched ched jaye purvaiya ki pawan 

ha ched ched jaye purvaiya ki pawan 

puche kaha chala gya tera bachpan 

ched ched jaye purvaiya ki pawan 

puche kaha chala gya tera bachpan 

dhadkan bhi meri jawan ho gai 

mar gai mai to haay rabba 

ha mar gai mai to haay rabba 

meri to jawani pe kahar cha gya 

ho meri to jawani pe kahar cha gya 

yaha se kuch utha yaha pe aa gya 

meri to jawani pe kahar cha gya 

yaha se kuch utha yaha pe aa gya 

duniya kahe mai shaitan ho gai 

are mar gai mai to haay rabba 

ui mar gai mai to haay rabba 

aankh meri tan ke kaman ho gai 

aaj pta chala mai jawan ho gai 

haay mar gai mai to haay rabba

mar gai mai to haay rabba

Explore this song