Roman script

manjil talash karte hain manjil ke aas paas 

kashti hamari dubi hain sahil ke aas paas 

jabse chadha hain phul tumhare majar par

jakhmo ka hain hajum mere dil ke aas paas 

manjil talash karte hain manjil ke aas paas 

lekar teri nishanaiya main jaau kaha kaha 

mujhko panah de teri mahfil ke aas paas 

manjil talash karte hain manjil ke aas paas 

kashti hamari dubi hain sahil ke aas paas 

manjil talash karte hain manjil ke aas paas

Explore this song