Roman script

manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain

manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain

waapas mujhe ghar laut ke jana bhi nahi

manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain

marne ki koi raah nikali nahi jaati

marne ki koi raah nikali nahi jaati

marne ki koi raah nikali nahi jaati

jeene ke liye koi bahana bhi nahi hain

waapas mujhe ghar laut ke jana bhi nahi

manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain

maine hi sikhaya tha use teer chalana

maine hi sikhaya tha use teer chalana

maine hi sikhaya tha use teer chalana

ab mere shiva koi nishana nahi hain

waapas mujhe ghar laut ke jana bhi nahi

manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain

ye sheher ganimat hain kaha jaoge raahi

ye sheher ganimat hain kaha jaoge raahi

ye sheher ganimat hain kaha jaoge raahi

wo log nahi hain wo zamana bhi nahi hain

waapas mujhe ghar laut ke jana bhi nahi

manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain

manzil na rahi koi thikana bhi nahi hain.

Explore this song