Roman script

maula ali ali maula

gunaah mere bade hai, hai tera dil bhi bada

gunaah mere bade hai, hai tera dil bhi bada

yakeen hai maaf karega tabhi hu dar pe khada

mann kunto maula maula ali ali mann kunto maula 

maula ali ali maula ali ali mann kunto maula

ali maula maula

tera dar hai mera sar hai

tera dar hai mera sar hai

tu mera mushkil kusha tu mera ali wali 

tu mera mushkil kusha tu mera ali wali

mann kunto maula fa haaza ali un maula

mann kunto maula fa haaza ali un maula

tere bagair jo guzre woh zindagi kya hai

tu agar saath ho mujhko to phir kami kya hai

aana dere na re na na more naina

tere bagair jo guzre woh zindagi kya hai

tu agar saath ho mujhko to phir kami kya hai

raah mushkil me bhi main hadd se guzar jaaunga

tu agar sath na ho to main kidhar jaau na

mann kunto maula fa haaza ali un maula

mann kunto maula fa haaza ali un maula

mann kunto ali maula mann kunto ali maula

mann kunto ali maula fa haaza ali un maula maula

mann kunto ali maula ali maula maula ali maula

mann kunto ali maula mann kunto ali maula

mann kunto ali maula mann kunto ali maula

Explore this song