Roman script

man chahe sanam mere yaar, dil tujhpe aaya ab hum kya kare

tu hi dil me samaya ab hum kya kare

man chahe sanam mere yaar, dil tujhpe aaya ab hum kya kare

tu hi dil me samaya ab hum kya kare

ha hale dil tha tumko sunana, hale dil tha tumko sunana  

lekin mushkil tha kah pana

tanhayi me, tanhayi me 

tanhayi me, lipata mujhse wo tera tha saya

tune chain churaya, tune chain churaya  

mere yaar, dil tujhpe aaya ab hum kya kare

tu hi dil me samaya ab hum kya kare

oo dil chahe teri chahat le lu, dil chahe teri chahat le lu

sab kuch apna badle me de du

jina kya hai, jina kya hai 

jina kya hai, jana humne sath tera jab paya

kaisa jadu chalaya, ha kaisa jadu chalaya mere yaar

dil tujhpe aaya ab hum kya kare

tu hi dil me samaya ab hum kya kare

man chahe sanam mere yaar, dil tujhpe aaya ab hum kya kare

tu hi dil me samaya ab hum kya kare

Explore this song