Roman script
jiya hua jo malang chhod apno ka sang chala man abhimani man chala chhaye badra saghan aur dur hai gagan chala man abhimani man chala jayega jayega par kaha ro sake pal do pal chhupke jaha jiya hua jo malang chhod apno ka sang chala man abhimani man chala chhaye badra saghan aur dur hai gagan chala man abhimani man chal kya rut aayi hai aankh bhar aayi hai prem teri kya hai daasta kal jo hamara tha sab kuch sara tha ab na rahega vasta jag mela par akela jag mela par akela chain pagle tu payega kaha jayega jayega par kaha ro sake pal do pal chhupke jaha chal re musafir bhor bhayi par jana hai kis paar re dur tu hai aaya sabko bhulaya phir bhi hai yade sath re na wo bhuli na tu bhula na wo bhuli na tu bhula phir banaye hai kyu fasle jayega jayega par kaha ro sake pal do pal chhupke jaha jiya hua jo malang chhod apno ka sang chala man abhimani man chala chhaye badra saghan aur dur hai gagan chala man abhimani man chala jayega jayega par kaha ro sake pal do pal chhupke jaha
Song details
- Singer: Kailash Kher
- Film / album: Pappu Can't Dance Saala (2011)
- Composer: Malhar
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
- Lyricist: Saurabh Shukla
- Actor: Vinay Pathak
- Actor: Neha Dhupia
- Actor: Rajat Kapoor
- Actor: Naseeruddin Shah
- Actor: Sanjay Mishra
- Actor: Brijendra Kala
- Actor: Veena Malik
- Actor: Saurabh Shukla
- Actor: Eddie Seth
- Actor: Kanchan Pagare
- Actor: Rati Shankar Tripathi
- Actor: Datta Sonawane
- Actor: Anand Abhyankar
Song video
lyricist: Amitabh Bhattacharya, Saurabh Shukla