Roman script

are mangne wale maang rahe hai

mangne wale maang rahe hai

pane wala kahta hai

jab deta hai upar wala

chappar phad ke deta hai

jab deta hai upar wala

chappar phad ke deta hai

deta hai bhai deta hai

deta hai bhai deta hai

chappar phad ke deta hai

mangne wale maang rahe hai

pane wala kahta hai

jab deta hai upar wala

chappar phad ke deta hai

jab deta hai upar wala

chappar phad ke deta hai

mai line me khada hu 

mera number jis din aayega

dekhna yaro tum ghar mera

noto se bhar jayega

sabse pahle ek sone ka

uncha mahal banaunga

michael jackson, medona ko

jab chahu nachwaaunga

america se rashtarpati

khud hath milaane aayega

hath milaane se pahle

wo thoda sa ghabrayega

mai bolunga hath mila le

mai bolunga hath mila le

are tension kaahe ko leta hai

jab deta hai upar wala

chappar phad ke deta hai

jab deta hai upar wala

chappar phad ke deta hai

deta hai bhai deta hai

chappar phad ke deta hai

deta hai bhai deta hai

chappar phad ke deta hai

shadi karke honeymoon pe

chand pe mai bhi jaunga

ek saal ke baad laut ke

chand se wapis aaunga

chand ka tukda god me hoga

daddy daddy bolega

heere moti jade khilaune 

khel khel me todega

apne hindustan se phir mai

dur garibi kar dunga

jo bhi khali jeb milegi

mai noto se bhar dunga

wo meri bhi sunega ek din

wo meri bhi sunega ek din

mera dil bhi kahta hai

jab deta hai upar wala

chappar phad ke deta hai

jab deta hai upar wala

chappar phad ke deta hai

deta hai bhai deta hai

chappar phad ke deta hai

deta hai bhai deta hai

chappar phad ke deta hai

deta hai bhai deta hai

chappar phad ke deta hai

Explore this song