Roman script

mangal mangal mangal mangal mangal mangal ho 

jage nagar sare jage hain ghar sare jaga hain ab har gaon

jagi hain bagiya to jage hain ped aur jagi hain pedo ki chhanv

jo aakash par lali hain chha gai kabhi pehle hamne dekhi na thi

jo hain jwala sino me dehki hui kabhi pehle hamne dekhi na thi

jo janjir me aai hain tharthari kabhi pehle hamne dekhi na thi

rang hi aur hain badla har taur hain jane hona hain kya 

udd rahi hain yaha kitni chingariya jane hona hain kya 

jage nagar sare jage hain ghar sare jaga hain ab har gaon

jagi hain bagiya to jage hain ped aur jagi hain pedo ki chhanv

mangal mangal mangal mangal mangal mangal ho 

mangal mangal mangal mangal mangal mangal ho 

aag aaisi lagi hain dilo me na bujhegi kisi ke bujhay

mann ki agni hain aankho se jhalki sir nahi jhukte hain abb jhukay

ab to bigade hain tevar sabhi ke nikle sab apne ghar ko jalaye

wo jo aandhi ke jaise uthe hain na dabenge kisike dabay

khayi saugandh hain yeh sabhi ne abb gulami ko denge mitay

mangal mangal mangal mangal mangal mangal ho 

mangal mangal mangal mangal mangal mangal ho

Explore this song