Roman script

ka karigo jane ka karigo

ka karigo jane ka karigo

ho mane sote diya jagaye jane ka karigo

ho mane sote diya jagaye jane ka karigo

kaahe dipak ho kahe dipak

ho kaahe dipak diya bhujaye jane ka karigo

re mane sote diya jagaye 

jane ka karigo ka karigo

kaahe dipak diya bhujaye jane ka karigo

kuch der pahle chhod a tha haath 

kya na kiya tha mere saath

phir yaad aayi kaunsi baat 

sone na dega kya saari raat

phere liya abhi mandap me saat 

phir aa gaya wo leke barat

dil mera dil mera dil mera ho 

dil mera bada ghabaraye jane ka karigo

o mane sote diya jagaye jane ka karigo

wo bas kabhi karta nahi uska to dil bharta nahi

aa pyar karle kahta hai wo taiyar hardam rahta hai wo

chahe kabhi main sone gayi chahe main kapde dhone gayi

kapde dhote liya bulaye jane ka karigo 

o mane sote diya jagaye jane ka karigo

pahle dil mera dhadka diya re sine me shola bhadka diya

phir mera aanchal sarka diya julfo ka gajra bikhra diya

sab chudiyo ko khanka diya suli pe mujhko latka diya

main puchhti puchhti puchhti o puchhti rah gayi

jane ka karigo

o mane sote diya jagaye jane ka karigo

kaahe dipak kaahe dipak

ho kaahe dipak diya bhujaye jane ka karigo

re mane sote diya jagaye jane ka karigo

kaahe dipak diya bhujaye jane ka karigo

ka karigo jane ka karigo 

ka karigo jane ka karigo

Explore this song