Roman script

mandir tute to ban jaye maszid tute to ban jaye

mohabbat bhara dil ho 

mohabbat bhara dil jo tute to sari umar jud na paye

kisi ka dil na todna kisi ka dil na todna

sadiyo duaye mange koi tab jake ye gul khilta hai

dhan daulat se kabhi mile na 

pyar to kismat se milta hai

sone chandi se tum rishta kabhi na jodna

kisi ka dil na todna kisi ka dil na todna 

kisi ka dil na todna kisi ka dil na todna 

mit jayenge dharti ambar sara jamana jal jayega

tute dil se aah jo nikli kuch bhi yaha na rah payega

hath kisi ka agar pakadna kabhi na chodna

kisi ka dil na todna kisi ka dil na todna 

kisi ka dil na todna  kisi ka dil na todna 

mandir tute to ban jaye maszid tute to ban jaye

mohabbat bhara dil jo tute to sari umar jud na paye

kisi ka dil na todna kisi ka dil na todna 

kisi ka dil na todna kisi ka dil na todna

Explore this song