Roman script

maana ke hum yaar nahin lo tay hai ke pyaar nahin 

phir bhi nazrein na tum milaana

dil ka aitbaar nahi maana ke hum yaar nahi

raaste mein jo milo toh haath milaane ruk jaana

ho saath mein koi ho tumhare door se hi tum muskaana

lekin muskaan ho aisi ki jisme ikraar nahi

nazron se na karna tum bayaan woh jis'se inkaar nahi

maana ke hum yaar nahi phool jo band hai panno mei

tum usko dhool bana dena baat chhide jo meri kahin

tum usko bhool bataa dena lekin wo bhool ho aisi

jis'se bezaar nahin  tu jo soye toh meri tarah

ik pal ko bhi karaar nahin maana ki hum yaar nahi

kisi daraaz ke kone mei teri tasveer mili hai

phir wohi kaanton ka safar wahi phoolon ki gali

wahi phoolon ki gali

Explore this song