Roman script

man prem ki jyot jala sajni 

nainan mein pee ko bula sajni

man prem ki jyot jala sajni 

nainan mein pee ko bula sajni

hriday mein unhen bulaana hai

neet ut snaan karaana hai

hriday mein unhen bulana hai

neet ut snaan karaana hai

nainan se neer baha sajni

nainan se neer baha sajni

mann prem ki jyot jala sajni

man prem ki jyot jala sajni

nainan mein pee ko bula sajni

khoye huye ko paana hai

jo khoye huye ko paana hai

jo preet ki reet nibhana hai

khoye huye ko paana hai

jo khoye huye ko paana hai

jo preet ki reet nibhana hai

jeete ji mar ja sajni

phir jeete ji mar jaa sajni

nainan mein pee ko bula sajni

nainan mein pee ko bula sajni

phir jeete ji mar jaa sajni

phir jeete ji mar jaa sajni

nainan mein pee ko bula sajni

nainan mein pee ko bula sajni

Explore this song