Roman script

parbhu karipya kare pad jaye to naina ho bechain

jin naino me hari base ho kaise ho bechain

man mohan se preet badhayi man mohan se preet badayi

kaan suni to sudh bisrayi kaan suni to sudh bisrayi

man mohan se preet badhayi madh ki tori chahe chodo

madh ki tori chahe chhodo rakho bandhan chahe todo 

kab se karli toh se sagayi man mohan se preet badayi

kaan suni to sudh bisrayi man mohan se preet badayi

mora jivan tumhari pooja ha mora jivan tumhari pooja

laau kaha se preetam duja shyam suratiya man me samayi

man mohan se preet badhayi kaan suni to sudh bisrayi

man mohan se preet badhayi tham lo baiya girdhar nagar

tham lo baiya girdhar nagar tum ho daya ke nirbal sagar

in charno me gati aayi man mohan se preet badhayi

kaan suni to sudh bisrayi kaan suni to sudh bisrayi

man mohan se preet badhayi

Explore this song