Roman script

man ke panchhi kahi dur chal dur chal
is chaman me to apna gujara nahi 
ber ki hai dgar ber ka hai ngar
sans lene ka bhi ab sahara nahi
man ke panchhi kahi 
koi hum do nahi na wfadar hai 
zindagi ab to jine se bezar hai
koi hum do nahi na wfadar hai 
zindagi ab to jine se bezar hai 
gam ke tufan hai jis taraf dekhiye  
aur tufa me koi kinara nahi 
man ke panchhi kahi dur chal dur chal
is chaman me to apna gujara nahi 
man ke panchhi kahi 
humne dekhe yaha ptharo ke sanam
pujkar bhi jinhe hum to pachhtaye hai 
humne dekhe yaha ptharo ke sanam
pujkar bhi jinhe hum to pachhtaye hai
zindagi ke liye hath falaye hum 
aisa jina to humko gwara nahi 
man ke panchhi kahi dur chal dur chal
is chaman me to apna gujara nahi 
man ke panchhi kahi 
ye zami berham aasma par sitam
in hado se bhi aage nikal jaye hum 
ye zami berham aasma par sitam
in hado se bhi aage nikal jaye hum  
aasmano pe bhagwan bhi khamosh hai 
aisi kismat hai koi hamara nahi
man ke panchhi kahi dur chal dur chal
is chaman me to apna gujara nahi  
man ke panchhi kahi dur chal dur chal
is chaman me to apna gujara nahi 
ber ki hai dgar ber ka hai ngar
sans lene ka bhi ab sahara nahi
man ke panchhi kahi

Song details

Song video

Watch on YouTube