Roman script

mann hoya bawra re khwab gunda subah shaam re

tere naam se badnam re rab jane kya anjam re

khwahishe baki hai dil da qarar baaki hai

thoda sa pyar baaki hai

mann hoya bawra re khwab gunda subha shaam re

chhayi tu hi dil jigar pe har ghadi hai ishq sar pe

mera kabu na nazar pe

dikhe tu hi har jagah jeene ki hai tu wajah

tere khwab aur teri baat re tere naam ye din raat re

kuch intazam baki hai dil da qarar baki hai

thoda sa pyar baki hai

tu na aaye gar najar toh mera har pal bemaja

jaise jina bhi saja hai 

lage mujhe rab hai khafa hak me nahi mere wafa

tere bin nahi koi khushi tere bin nahi hai jindagi 

kuch aitbar baaki hai dil da qarar baki hai

thoda sa pyar baki hai

mann hoya bawra re khwab gunda subha shaam re

Explore this song