Roman script

mamta se bhari tujhe chhaon mili

jug jug jeena tu baahubali

hai jahan vish aur amrit bhi

mann woh manthan sthale

mahishmati ka vanshaj woh

jise kehte bahubali

rann mein wo aise toote

jaise toote koi bijli

hai jahan vish aur amrit bhi

mann woh manthan sthale

talvarein jab woh lehraye

chhatra bhinna mastak ho jaye

shatru dal ye soch na paye

jayein

bach ke

kahan?

mata hai bhagya vidhata

bhalla sathi kehlata

aisa adhbhut woh raja sabka

mann jo jeete o ho

shashan wahi sivagami kahe jo

ran dono dharam ka

man nichhalta har kashan

hai jahan vish aur amrit bhi

mann wo manthan sthale

Explore this song