Roman script

hey mamaiya kero kero kero mama, kero mama 
mamaiya kero kero kero mama kero mama 
duniya mane bura to goli maro, goli maro 
dar ke jina hai koi jina yaro, goli maro 
duniya mane bura to goli maro, goli maro
ho dar ke jina hai koi jina yaro, goli yaro 
yaro pe sada jaan karo fida
dushman ko ye bata do dushmani hai kya
duniya mane bura to goli maro, goli maro 
dar ke jina hai koi jina yaro, goli yaro 
yaro pe sada jaan karo fida
dushman ko ye bata do dushmani hai kya
mamaiya kero kero kero mama kero mama 
mamaiya kero kero kero mama kero mama 
jab chal pade hum to rukte nahi 
aandhi ke aage bhi jhukte nahi
jab chal pade hum to rukte nahi 
aandhi ke aage bhi jhukte nahi
sar jhukaye jo har jaye jo
wo aadmi koi aadmi hai kya
duniya mane bura to goli maro, goli maro 
dar ke jina hai koi jina yaro, goli yaro 
yaro pe sada jaa karo fida
dushman ko ye bata do dushmani hai kya
ghar ne jo dil se nikala hume 
in rasto ne hai pala hume
ghar ne jo dil se nikala hume
in rasto ne hai pala hume
muskurke hum jhelte hai gam
roke bite wo koi zindagi hai kya
duniya mane bura to goli maro, goli maro 
dar ke jina hai koi jina yaro, goli yaro 
yaro pe sada jaa karo fida
dushman ko ye bata do dushmani hai kya
mamaiya kero kero kero mama kero mama 
mamaiya kero kero kero mama kero mama 
are kahane ko badnam barbad hai 
lekin humi log aajad hai 
kahane ko badnam barbad hai 
lekin humi log aajad hai 
dil kahe jidhare are chal diye udhar 
ham se puchho to ye aavargi hai kya 
duniya mane bura to goli maro, goli maro 
dar ke jina hai koi jina yaro, goli yaro 
yaro pe sada jaa karo fida
dushman ko ye bata do dushmani hai kya
mamaiya kero kero kero mama kero mama 
mamaiya kero kero kero mama kero mama 
mamaiya kero kero kero mama kero mama 
mamaiya kero kero kero mama kero mama

Song details

Song video

Watch on YouTube